ले जाओगे ना.?????
तुम भी तो चुप थे अब तक
क्यूँ ना कहा मुझे कुछ भी
माना मैं तुमसे लड़ गई..
मैने तुमसे अपने रास्ते भी
अलग कर लिए.......
तुम चाहते तो मुझे
समझा भी सकते थे...
हमेशा की तरह ज़बरदस्ती
मना भी तो सकते थे..
लेकिन तुम्हारा अहम...
जो तुम्हे बोलने नही दे रहा था
मज़बूर कर रहा था...
मुझे छोड़ने के लिए..
हम आज भी एक हैं
आज भी हमारा विभाजन
नही हुआ हैं.....
मेरी परेशानी आज भी तुम्हारी हैं
मैं जानती हूँ
तुम आज भी मुझे चाहते हो
मुझे प्यार करते हो...
जिस दिन तुम्हारा अहम
तुम्हे छोड़ेगा.......
तुम आओगे..मुझे मनाओगे...
अपने साथ ले जाओगे..
ले जाओगे ना........
- Bahut sundar Aparna jiii.... Abhi maine bhi likhne ka prayash kiya hai.. Padhiyega Gunjan jiiiii ki wall par...Yesterday at 12:01pm · · 2 people
- Aameen Khan hmm babhut khuub likhi hai kavita. Sach likha hai jab 'aham' aajata hai do pyar karnewalon ke bich to sabkuchh vahi tham sa jata hai. Magar phir bhi dil may yeh yakin hota hai ki voh aayega ek din apana aham chhodkar manaakar lejaayega muze............bahut bahetarin kavita.23 hours ago · · 1 person
- Suman Mishra जरूर दी...अब आप आ ही गए हो तो वो भी आपको मना कर लेजायेगा,,,,बहुत सुंदर ,23 hours ago · · 1 person
- Naresh Motwani Dil ke bhavo ko chu liya , Ek majbut vishavas ki kiran samayi huwi hai is rachna me aur sath me apnapan , sneh aur madhur shikayat22 hours ago · · 1 person
- Naresh Motwani bas voh samaj me aa jaye to shayad koi alag na ho , shayad kahi koi kishio chode nahi , bas apne aham pe vijay pa le insan to swarg ke dewata bhi is apnepan aur sneh ko dekhane dharti pe aa jayenge22 hours ago · · 1 person
- Aparna Khare sach kaha apne Naresh Bhaiya...aj aham itna bada ho chuka hain ki uske age sare rishte chote pad jate hain....22 hours ago · · 1 person
- Naresh Motwani di ek sawal , sab insan samajata hai par kyu nahi apne jiwan me utarata , ek zuthe aham ke liye kya kaya nahi khota voh , apno tak ko bhi kho deta hai voh us aham ke liye jo kabhi sath nahi chalega , pyar ke palo ko gava deta hai voh , sneh ke sarita me dubane se rah jata hai voh , kyu karta hai insan isa , Mamata ki chav tak ko sukha deta hai jutha aham22 hours ago ·
- Vatsala Pareek bilkul aham tutne ke sath hi aapko manate hue aapko sath le jayenge.....teyyar ho jaiye..ahahaha.22 hours ago ·
- Naresh MotwaniBahot choti se hai jidagi ay insan jag sake to ab bhi jag le , soch sake to abhi bhi soch le , pa sake to abhi bhi pa le , jan sake to abhi bhi jan le , chod de juthe aham ko , jala de apni aham ki un akashanvo ko jo tumhare he kandho pe ...See More22 hours ago · · 1 person
- Aparna Khare bhaiya apka sawaal apka nahi sari dunia ka hain lekin kabhi kabhi ahankaar ke agee kuch nahi dikhai deta...ahankaar ka doosra naam addhkaar bhi hain...jaise andhere me kuch nahi dikhta waise hi ego ke agee sab dhundhala ho jata hain...waqt guzar jata hain sab hath se nikal jata hain...tab jor jor se chillata hain..lekin gaya waqt kaha hath ata hain...22 hours ago · · 1 person
- Manoj Gupta kab aaoge kab aaoge jism jaan juda hogi kya tab aaoge
der na ho jaye kahin der na ho jaye
aaja re ke mera man ghabraye
der na ho jaye kahin der na ho jaye22 hours ago · · 1 person - Vijaya Pant Tuli Mountaineerहम आज भी एक हैं
आज भी हमारा विभाजन
नही हुआ हैं.....
मेरी परेशानी आज भी तुम्हारी हैं
मैं जानती हूँ
...See More22 hours ago · · 1 person - Meenu Kathuria Mohabbat Jeet Hoti Hai!
Magar Ye Har Jati
Kabhi Bekar Rasmoon Se
Kabhi Taqdeer Walun Se
Kabhi Majboor Kasmoon Se.......to kabhi waadon se
Mohabbat Jeet Hoti Hai
Magar Ye Har Jati Hai............20 hours ago · · 2 people - Chitra Rathore Aparna Ji...khoobsurat aatmsanwaad...ek aabaad khayaal...aur ek...sehmtaa saa sawaal...14 hours ago · · 1 person
- Ashish Khedikar Wahh Bahut khoob Aparna ji.. Ahankaar shoonya Chitt me hi Prem ka vaas hota hai...ya yun kahen ki Jahan Pyaar hotaa hai wahan Ahankaar tirohit ho jata hai...14 hours ago · · 1 person
- Gopal Krishna Shukla सुन्दर रचना अपर्णा जी... आशा को जीवन का मे क्रियान्वित करने की ललक लिये हुए सशक्त रचना...14 hours ago · · 1 person
- Aparna Khare Ashish ji...sach hain prem me ahankaar na hokar apnepan ka bhav reh jata hainabout an hour ago ·
0 Comments:
Post a Comment
Subscribe to Post Comments [Atom]
<< Home